Har Ore Tobaahi Ka Manzar Lyrics Gandhi To Hitler - Shoureen
Har Ore Tobaahi Ka Manzar Lyrics Gandhi To Hitler - Shoureen
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aaj bhi vishav me chhayi hai Hinsa or nafarat ki andhi Tu aman chain failane ko jag me, Awatarit phir kya honge gandhi Jab tak dahsatgardi dunia me jinda rahegi Tab tak apne bapu ki atma sharminda rahegi Sharminda rahegi
Har ore tabahi ka manjar, Har ore tabahi ka manjar Garja avinash ka badal, Garja avinash ka badal hai Kahi sahma sahma bachpan hai, Kahi rota maa ka anchal hai Kahi sahma sahma bachpan hai, Kahi rota maa ka anchal hai Har ore tabahi ka manjar
Jo aman chain ki khwahish hai, To itni si gujarish hai Ek roj to sabko hai marna Phir khun kharaba kyo karna Saitan hai dilo me jab jinda Tab neki kyo na ho sharminda Saitan hai dilo me jab jinda Tab neki kyo na ho sharminda Kahi katar chhekh pukar or Kahi mot ka matam hai Kahi sahma sahma bachpan hai, Kahi rota maa ka anchal hai Sahma bachpan hai, Maa ka anchal hai Rota maa ka anchal hai
Jo awam ke rahnuma hai, Wo kya itne khudnuma hai Aisi bhi kya lachari hai, Mout jindagi pe bhari hai Kahi ho chali hai fanah mohabbat Faili hai fiza me kaisi dahsat Hai saj kahi awaz bina, Kahi ghunghru ke bina payal hai Kahi sahma sahma bachpan hai, Kahi rota maa ka anchal hai