Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Lyrics Sultan-E-Hind Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Har Nazar Husn Ko Dekh Ye Lyrics Sultan-E-Hind Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sultan-E-Hind
Singers: Anuradha Paudwal, Dilraj Kaur
Song Lyricists: Naseem Ajmeri
Music Composer: Iqbal Qureshi
Music Director: Iqbal Qureshi
Music Label: Saregama
Starring: null
Release on: null
lyrics
Har nazar husn ko dekhe Ye tamasha kya hai Aaj hum tujhko batate hai Ke parda kya hai Parda parda parda to hai Parda to hai husn ki azimat Parda to hai Parda to hai Parda to hai husn ki azimat Parda to hai
Yun husn ka jalwa aam na ho Yun husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho Jalwa jalwa jalwa to hai Jalwa to hai husn ki sohrat Jalwa to hai Jalwa to hai husn ki fitrat Jalwa to hai Jalwa hai kya jo aam na ho Jalwa hai kya jo aam na ho Na ho na ho Parda parda parda to hai
Jara parde se bahar aa Ye duniya khubsurat hai Na mar ghut ghut ke parde mein Ghut parde mein Na mar ghut ghut ke parde mein Ye parda to kayamat hai Chalan parde ka duniya mein Azab hai or sharafat hai Nigahe uth nahi sakti Jaha parde ki azmat hai Parda parda parda to hai Nigahe uth nahi sakti Jaha parde ki azmat hai Husn ka jalwa aam na ho Na ho Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho na ho na ho Parda parda parda to hai
Sahar jab tak nahi hoti Bas itni der parda hai Parda hai Ulat de raat jab ghunghat to Phir jalwa hi jalwa hai To phir jalwa hi jalwa hai Najar ki pyas bujh jaye Bas itni der jalwa hai Haya aankho mein aa jaye To fir parda hi parda hai Haya aankho mein aa jaye To phir parda hi parda hai Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho Husn ka jalwa aam na ho Na ho na ho na ho Parda parda parda to hai
Tasvire sanam parde mein nahi Parde mein nahi Sayar ka kalam parde mein nahi Parde mein nahi Ab kaid rahe parde mein kyun Jab gairo haram parde mein nahi Mahi dur ka nara beparda Hai dur ka jalwa beparda Hai dur ka jalwa beparda Mann suran ki jo rushwai Mann suran ki jo rushwai Anzam bhi sabne dekha tha Ha dekha tha ha dekha tha Jab dur se jalwa dikhlaya Musa ki najar pe parda tha Musa ki najar pe parda tha Khul jata agar parde ka bharam Main sharme kise phir dekhte hum Main sharme kise phir dekhte hum
Izhar mohabbat beparda Izhar mohabbat beparda Ikrar mohabbat parde mein Ye chand sitare beparda Ye chand sitare beparda Jannat ke najre parde mein Paygame adaa hai beparda Paygame adaa hai beparda Tas bikhi jawa hai parde mein Iman ki daulat parde mein Har raze hakikat parde mein Tasire dua hai parde mein Mehraz ki azmat parde mein Mehraz ki azmat parde mein Our khud hi khuda hai parde mein Our khud hi khuda hai parde mein Our khud hi khuda hai parde mein.