Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics Khel - G. M. Durrani
Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Lyrics Khel - G. M. Durrani
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai
Bahut unko chaaha ke Apna banaayein Apna banaayen Bahut unko chaaha ke Apna banaayein Apna banaayen Muqadaar ko lekin Gawaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai
Mohabbat mein aisa Koi din na guzra Mohabbat mein aisa Koi din na guzra Jise hamne rokar Guzaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai
Na kyun jaan de de wo Kismat ka maara Kismat ka maara Na kyun jaan de de wo Kismat ka maara Kismat ka maara Zamaane mein jiska Sahaara nahin hai Hamein ab ye jeena Gawaara nahin hai Ke duniya mein koi Hamaara nahin hai.