Hamara Bharat Hamari Janani Lyrics Subhash Chandra Mohammed Rafi
Hamara Bharat Hamari Janani Lyrics Subhash Chandra Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Subhash Chandra
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Kaifi Azmi, Saraswati Kumar Deepak
Music Composer: Apresh Lahiri
Music Director: Apresh Lahiri
Music Label: Saregama
Starring: null
Release on: null
lyrics
Hamara bharat hamari janani Hamari dharti hamara desh Kaise ho maa tere sukhe nayan Kaise ho maa tere rukhe kesh Kaise ho maa tera dhul ka aasan Kaise ho maa tera malin vesh Tees koti santan jiski Milke pukare hamara desh Kaisa hai dukh kaisi hai chinta Kaisi hai lajja hai kaisa hai klesh Tees koti ek swar me Milke pukare hamara desh Hamara desh hamara desh Hamara desh hamara desh Hamara desh
Jaagi yahi thi budh ki aatma Kholne ko mukti dwaar Chhaya hua hai aadhe jagat par Aaj bhi unki bhakti ka saaz Tere ashok ne shok mitaya Yash failaya desh videsh Uski nahi thi mata tu janani Uska nahi tha maa ye desh Kaisa hai dukh kaisi hai chinta Kaisi hai lajja hai kaisa hai klesh Tees koti ek swar me Milke pukare hamara desh Hamara desh hamara desh Hamara desh
Gunji yahi thi mandiro me Tere nimay ki manjul tan Nyay vidhan diya raghuwar ne Gaye the chandi das ne gan Tere partap ne shish nahi jhukaya Kya hai nahi uska dhanya desh Dhanya hai mata apni nasho me Agar hai unka rakt shesh Kaisa hai dukh kaisi hai chinta Kaisi hai lajja hai kaisa hai klesh Tees koti ek swar me Milke pukare hamara desh Hamara desh hamara desh Hamara desh
Jo kahi maa tere sundar mukh par Chhayega dukh ka andhera ghor Hat jayenge kale badal Jag uthegi aasha ki bhor Hamko mitani maa teri kalikh Prano se pyara hamko swdesh Devi se pawan pooja se nirmal Swarg se sundar hamara desh Kaisa hai dukh kaisi hai chinta Kaisi hai lajja hai kaisa hai klesh Tees koti ek swar me Milke pukare hamara desh Hamara desh hamara desh Hamara desh hamara desh.