Haan Judai Se Darta Hai Dil Lyrics Kareeb - Kumar Sanu
Haan Judai Se Darta Hai Dil Lyrics Kareeb - Kumar Sanu
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil Maut se to main darta nahin Aur darta to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujh se main karta nahin Pyaar tujh se main karta nahin
Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil
Main akela na reh paoonga Door tak raat hi raat hai Zindagi ek alag cheez hai Zinda rehna alag baat hai Umr kaise guzar paayegi Umr kaise guzar paayegi Ek pal jab guzarta nahin Aur darta to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujh se main karta nahin Pyaar tujh se main karta nahin
Haan judaai se darta hai dil Haan judaai se darta hai dil
Gham ka mausam guzarta nahin Zakhm yaadon ka bharta nahin Raat parbat hai katati nahin Din hai dariya utarta nahin Meri neendon mein aa jayegi Dhoop suraj ka khanjar liye Todne mera dil aayega Chaand haathon mein paththhar liye Dil darata hai mujh ko magar Dil darata hai mujh ko magar Main yakin dil pe karta nahin Aur darta to sun le sanam Sun le sanam Pyaar tujh se main karta nahin