Guzra Hua Zamana Lyrics Shirin Farhad - Lata Mangeshkar
Guzra Hua Zamana Lyrics Shirin Farhad - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Khushiya thin chaar pal ki Aansoo hain umr bhar ke Tanhaaiyon mein aqsar Royenge yaad kar ke Wo waqt jo ki hamne Wo waqt jo ki hamne Ik saath hai guzara Haafiz khuda tumhara
Meri qasam hai mujhko Tum bewafaa na kehna Majboor thi muhabbat Sab kuchh padaa hai sehna Toofaan hai zindagi ka Toofaan hai zindagi kaa Ab aakhiri sahara Haafiz khuda tumhara Haafiz khuda tumhara
Mere liye sahar bhi Aayi hai raat ban kar Nikla mera janaazaa Meri baraat ban kar Achchhaa huaa jo tumne Dekha na ye nazara Haafiz khuda tumhara.