Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa Lyrics Doctor - Pankaj Mullick
Guzar Gaya Woh Zamana Kaisa Lyrics Doctor - Pankaj Mullick
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Guzar gaya woh zamana Kaisa kaisa kaisa Guzar gaya wo zamaana Kaisa kaisa Hansi khushi ki bahaar thi jismein Guzar gaya woh zamana kaisa Kaisaa kaisa, guzar gaya
Phool tamannaon ke jismein Qadam qadam par khilte the Ab wo hi rasta ujdaa ban hai Jispe hai aanaa jana Kaisaa kaisa, guzar gaya
Hansta huaa ek raaz hai jisase Kona kona roshan tha Aisaa bujha ke Aisaa bujha ke dubara jisko Minnatein nahin jalana Kaisa kaisa, guzar gaya
Gaya zamaana phir aayega Jaane waale jaanege Gaya zamaana phir aayega Jaane waale jaanege Humako na pahachanega jo koyi Hum bhi, hum bhi Hum bhii kyun pahchanenge Aa jaa aa jaa.