Ghar Se Beghar Lyrics Samay Ki Dhaara - Kishore Kumar
Ghar Se Beghar Lyrics Samay Ki Dhaara - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Samay Ki Dhaara
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Director: Jugal Kishore, Tilak Raj
Music Label: CBS Records
Starring: Shatrughan Sinha, Shabana Azmi, Tina Munim, Vinod Mehra, Shreeram Lagoo, Asit Sen, Leela Mishra
Release on: 19th December, 1986
lyrics
Ghar se beghar kar gayi Karwate naseeb ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi Ghar se beghar kar gayi Karwate naseeb ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi Ghar se beghar kar gayi Karwate naseeb ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi
Rafta rafta aa gayi Do dilo mein duriya Rafta rafta aa gayi Do dilo mein duriya Kal mohabbat thi jahan Aaj hai majburiya Ho kal mohabbat thi jahan Aaj hai majburiya Aaj kamil ho gayi ho Sajise rakib ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi
Tujhko eye dil mil gaya Ab wafao ka sila Tujhko eye dil mil gaya Ab wafao ka sila Kar diya katib ne aakhir Aaj apna faisla Kar diya katib ne aakhir Aaj apna faisla Dil ke tukde kar gayi Thokare hakim ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi
Rok to sakte nahi Zindagani ka safar Rok to sakte nahi Zindagani ka safar Ho sake mil jaaye rah mein Aur koi humsafar Ho sake mil jaaye rah mein Aur koi humsafar Jaane kyu lagti hai dil ko Har khushi ajib si Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi
Aata hai is zindagi mein Aisa bhi raato badal Aata hai is zindagi mein Aisa bhi raato badal Jab ke soye soye arma Phir se jate hai machal Ho jab ke soye soye arma Phir se jate hai machal Purkashi lagti hai dil ko Dhun purane geet ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi Ghar se beghar kar gayi Karwate naseeb ki Door kitni ho gayi jo Manzile karib thi Manzile karib thi.