Ek To Sharaab Kam Lyrics Maan Gaye Mughall-E-Azam - Pankaj Udhas
Ek To Sharaab Kam Lyrics Maan Gaye Mughall-E-Azam - Pankaj Udhas
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Hmmm..hmm Kuch bhi nahi tha lekin, Tera sahara tha.. Jo kuch bhi tha, wo sab kuch, Wo sab kuch luta hua hai, Luta hua hai.. Luta hua hai..
Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina, Tuta hua hai, tuta hua hai Tuta hua hai, tuta hua hai
Ek hi mili hai zindagi, Kis kis ki karu mein bandagi Ek hi mili hai zindagi, Kis kis ki karu mein bandagi Khuda ko mana liya hai, aur sanam Rutha hua hai, rutha hua hai Rutha hua hai, rutha hua hai
Chahe laakh bana tu aashiq, Gairo ko magar Chahe laakh bana tu aashiq, Gairo ko magar Tera honth mere honth se, mere honth se, Jutha hua hai, jutha hua hai Jutha hua hai, jutha hua hai
Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina, Tuta hua hai, tuta hua hai Tuta hua hai, tuta hua hai
Ek to tera yeh husn, Uspe zamana kharab, Haii re tera yeh husn, Uspe zamana kharab, Nasha hi nahi tera saath bhi, Tera saath bhi, Choota hua hai, choota hua hai Choota hua hai, choota hua hai
Dil uth gaya ab to teri mohabbat se, Dil uth gaya ab to teri mohabbat se, Fir bhi teri dua mein, yeh haath, Yeh haath… Uttha hua hai, uttha hua hai Uttha hua hai, uttha hua hai
Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Ek to sharab kam, Aur paimaana tuta hua hai Chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina, Tuta hua hai, tuta hua hai Tuta hua hai, tuta hua hai.