Ek Hasina Thi Lyrics Karz - Asha Bhosle, Kishore Kumar, Rishi Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Starring: Rishi Kapoor, Tina Munim, Simi Garewal, Raj Kiran, Pran, Pinchoo Kapoor
Release on: 11th June, 1980
lyrics
Romiyo juliyat laila Majnu shiri aur farhaad In ka sachaa ishq Zamane ab tak hai yaad Yaad muje aayaa hai Ek aise dilbar ka naam Jisne dhoka dekar Nam e ishq kiya badnaam Yahi hai sahebaan kahani pyaar ki Kisine jaan li kisine jaan di
Ek hasina thi ek deewani tha Kya umar kya sama kya zamana tha Ek hasina thi hasina thi Ek deewani tha deewani tha Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek din woh mile roj milne lage Ek din woh mile roj milne lage Phir mohabbat huyi Bas kayamat huyi Kho gaye tum kaha Sunke yeh dastan Log hairan hain Kyun ki anjan hain Ishk ki woh gali baat jisaki chali Uss gali me meraa aana jana tha Ek hasina thi ek deewani tha Kya umar thi kya sama Tha kya zamana tha Ek hasina thi ek deewani tha
Uss hasin ne kaha Uss hasin ne kaha Suno janewafa Yeh falak yeh jamin Tere bin kuchh nahi Tujhpe marati hu Mai pyar karati hu mai Baat kuchh aur thi Woh najar chor thi Usake dil me chhupi Chah daulat ki thi Pyar kaa woh fakat ek bahana tha Ek hasina thi ek deewani tha Kya umar thi kya sama Tha kya zamana tha Ek hasina thi ek deewani tha
Mar gaya woh jawan Mar gaya woh jawan Abb suno dastan Janm leke kahi phir Woh pahucha wahi Shakl anjan thi akl hairan thi Samna jab huwa Samna jab huwa Phir wahi sab huwa Usape yeh karj tha Usaka yeh farj tha farj Ko karj apna chukana tha La la la la la la la la la la La la la la la la la la la la.