Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics Nalayak - Mohammed Rafi
Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics Nalayak - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak kah ke pukara Aur koi kuch bhi Kahe bura nahi manuga Aur koi kuch bhi Kahe bura nahi manuga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak Kah ke pukara
Hey teri aankho me Hijab hijab lajawab O haye ye shabab Shabab lajawab Pyar ke sawal ka De pyar me jawab De pyar me jawab O teri meri jodi Hogi hogi lajawab Oye aankhe hongi Meri aur tere honge khawab Tera mera pyar Hoga hoga lajawab O hoga lajawab
Thukarao na man jao na Aur koi thukarye Bura nahi manuga Aur koi thukarye Bura nahi manuga Tune thukraya zahar Kha ke mar jaunga Tune thukraya zahar Kha ke mar jaunga Ae duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak kah ke pukara
Hey zara suno to Hujur na jao dur dur Meri ankhiyo ke Nur karo na yu garur Kisi na kisi ko apnaogi Jarur apnaogi jarur Ho tera pyar paunga Mai paunga jarur O chahe badnam Ya ho jau mashur Aaj tujhe sath Leke jaunga jarur Leke jaunga jarur
Zara aao na chhod jao na Aur koi chhod jaye Bura nahi manuga Aur koi chhod jaye Bura nahi manuga Tune mujhe chhoda Zahar kha ke mar jaunga Tune mujhe chhoda Zahar kha ke mar jaunga Ae duniya ne mujhko Hai samjha nakara Nalayak nalayak Kah ke pukara Aur koi kuch bhi kahe Bura nahi manuga Aur koi kuch bhi kahe Bura nahi manuga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga Tune kaha to zahar Kha ke mar jaunga.