Dharti Mata Ban Ke Sahaya Lyrics Naag Devata - Asha Bhosle
Dharti Mata Ban Ke Sahaya Lyrics Naag Devata - Asha Bhosle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Dharti mata ban ke sahara Manjil meri bata dena Mil na sake jo manjil meri God me mujhe sula lena
Jaye kaha ye piya ki joganiya Jaye kaha ye piya ki joganiya Apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya Jaye kaha ye piya ki joganiya
Takdir ne ki ye kaisi thitholi Takdir ne ki ye kaisi thitholi Dulhan ke hatho me dulha ki doli Chali re chali re dekho pi ki sajaniya Jaye kaha ye piya ki joganiya Apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya Jaye kaha ye piya ki joganiya
Daya karo hey gagan devta Kyu agni barsai Jale hue ko aur jala ke ye kaisi nithurai
Kaha chhupe ho nil gagan ke Kale badal aao Mere piay ki pyas bhujao Amrit jal barsao Ghumad ghumad kar aao Amrit jal barsao Ghumad ghumad kar aao
Jaye kaha ye piya ki joganiya Jaye kaha ye piya ki joganiya Apne dulha ki ye anokhi re dulhaniya Jaye kaha ye piya ki joganiya
Chhaya kaisa ghor andhera Isko parbhu mitao Kan kan me pate pate me Apna taiz dikhao
Chanda chamko taro chamko Jugnu damak dikhao Bina tail bati ke jag me Jagmag jyoti jagao Jagmag jyoti jagao Jagmag jyoti jagao Jaye kaha ye piya ki joganiya.