Desh Ki Pur Kaif Rangeen Lyrics Jugnu - Roshan Ara Begum
Desh Ki Pur Kaif Rangeen Lyrics Jugnu - Roshan Ara Begum
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Jugnu
Singers: Roshan Ara Begum
Song Lyricists: Asghar Sarhadi
Music Composer: Feroz Nizami
Music Director: Feroz Nizami
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Noorjehan, Shashikala
Release on: null
lyrics
Desh ki pur kaif rangeen si Fizaon main kahi Desh ki pur kaif rangeen si Fizaon main kahi Desh ki pur kaif rangeen si Fizaon main kahi Nachati gati mehkati si Hawaon mein kahi Nachati gati mehkati si Hawaon mein kahi Ek shahezade ko aayi Ek shahezadi nazar Ek shahezade ko aayi Ek shahezadi nazar Jisko badhte dekh shahezadi Ne bhi dali nazar Jisko badhte dekh shahezadi Ne bhi dali nazar
Naujawaan the dono wo Naujawaan the dono wo Aur dhaka dane unki jawa Goya kamasin devta ke Khelne ka tha maka Samana hote hi bas Ek tir se ghayal huye Jaise dono ishq ke darbar Mein sayal huye Phir mulakate badhi aur Pyar ne angadaee li Zindagi bhar sath dene ki Kasam khayi gayi Zindagi bhar sath dene ki Kasam khayi gayi
Ek deen kashti mein baithe Raaz e dil kehte chale Ubhari ubhari shok lahero Par wo yu gate chale Ke achanak chhaye badal Jor ka toofan utha Ghir gayi kashti bhanwar mein Kap unka dil gaya Zor maujo mein hawa ka Shor aisa pur katar Dono the saheme ke jaise Maut aati ho nazar Dono the saheme ke jaise Maut aati ho nazar Bemadad majhadhar mein Wo khauf se jakade huye Thi jawani ko jawani ess Tarah pakade huye Thi jawani ko jawani ess Tarah pakade huye
Aaya ek zalim thapeda Kapa shahezade ka hath Gir gayi pani mein shahezadi Chhuta dono ka hath Ha chhuta dono ka hath Chhaya aankho mein Andhera uspe bijli si giri Tuta shahezade ka dil Ruh bhar huyi ab zindagi Umar bhar wo sath dene ki Kasam yaad aa gayi Kud kar pani mein usne Bhi wahi par jaan di Ai adid unka jaha se mit Gaya naam o nishan Khatm hoti hai yaha Par do dilo ki dasta Khatm hoti hai yaha Par do dilo ki dasta.