Dehli To Dulhan Bani Lyrics Sultan-E-Hind Sabri Brothers
Dehli To Dulhan Bani Lyrics Sultan-E-Hind Sabri Brothers
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Sultan-E-Hind
Singers: Sabri Brothers
Song Lyricists: Naseem Ajmeri
Music Composer: Iqbal Qureshi
Music Director: Iqbal Qureshi
Music Label: Saregama
Starring: null
Release on: null
lyrics
Dehli to dulhan bani Bula nigam Sare hind ke badshah khwaja Sabd guband ka mandar hai tesh najar Sabd guband ka mandar hai tesh najar Yaad tayba ki aati hai ajmer mein Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai Or kiran jagmagati hai ajmer mein Or kiran jagmagati hai ajmer mein Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai
Mere khwaja ka nurani gumbad Chandai me nahaya hua hai Saga saga sara beka manjar Har najar mein shamaya hua hai Name khwaja mein aisi kasis hai Ek jamane pe chaya hua hai Bhar li usne murado se jholi Jispe daman ka saya hua hai Aapki sant uthi hai jo bhi najar Aapki sant uthi hai jo bhi najar Mudda apna papi hai ajmer hai Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai Or kiran jagmagati hai ajmer mein Or kiran jagmagati hai ajmer mein Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai
Aap sultane hind khwaja ye khajida Aap beshak hai sabke liye meharba Roz bante hai bigde mukaddar yaha Chashma aye kaid hai aapka aashiya Dar pe aaye na deewane Dar pe aaye na deewane Kyu sar ke bal Dar pe aaye na Dar pe aaye na deewane Kyu sar ke bal Dar pe aaye na deewane Kyun sar ke bal Jab hakirat bulati hai ajmer me Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai Or kiran jagmagati hai ajmer mein Or kiran jagmagati hai ajmer mein Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai
Dar pe ek banjh aurat ne ki itiza Meri aulad ho jaye to bakhuda Khwaja bache ko chokhat pe laungi mai Ek ajmer aakar chadaungi main Rab se khwaja ne uske liye dua Ho gaya pura uska jo ye mudda Leke bache ko aayi wo ajmer mein Hadsa uspe gujra ye kuch der mein Saath uske saheli thi aayi hui Jab jadi deg to pas thi wo khadi God mein uske bacha tha hasta hua Deg mein god wo uchal ka gira Ro padi kahke wo haye bacha mera Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz Apni karke rakh lo sohagan ki laz Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz Apni karke rakh lo sohagan ki laz Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Sahab ji sultan ji tum bade garib nawaz Apni karke rakh lo sohagan ki laz
Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Sab bhi or sab bar ke liye Masum asgar ke liye Sab bhi or sab bar ke liye Masum asgar ke liye Sajde mein jo sar kat gaya Lilya us sar ke liye Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Mohammad mein jo utra hai Usi kuran ka sadma Mohammad mein jo utra hai Usi kuran ka sadma Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya Rakh lo phir laz dukhiya ki khwaja piya
Jo duao se khwaja ki paida hua Jo duao se khwaja ki paida hua Deg kaise jalati use fir bhala Aach us par na aayi khuda ki kasam Aach us par na aayi khuda ki kasam Rakh liya mere khwaja ne uska bharam Rakh liya mere khwaja ne uska bharam Mere khwaja ki adna karamat hai ye Mere khwaja ki adna karamat hai ye Jo najar wo gati hai ajmer me Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai Or kiran jagmagati hai ajmer mein Or kiran jagmagati hai ajmer mein Aafta bemishal madine mein hai Aafta bemishal madine mein hai.