Deewane Lyrics Indian - Alka Yagnik, Shaan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Deewana main na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya Na tujhe hai khabar Na mujhe hai magar Jaane kab kaise dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana tu na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya
Jadoo nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Jadoo nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Dil deewana tumhara Wada koi kar gaya hai Maine maana meri Jaan maine maana Dil jo bola wohi kar diya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha Deewana ban gaya
Dhadkane sun rahi hai Dhadkano ki zubaan ko Dhadkane sun rahi hai Dhadkano ki zubaan ko Aisa haseen ho nazara to Kaise na armaan jawan ho Tere bin ek pal nahin jeena Maine yeh faisla kar liya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya Na tujhe hai khabar Na mujhe hai magar Jaane kab kaise dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main ho gaya.