Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai Lyrics Bas Itna Sa Khwab Hai - Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai Lyrics Bas Itna Sa Khwab Hai - Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Song: Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai
Movie: Bas Itna Sa Khwab Hai
Singer(s): Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod
Music By: Aadesh Shrivastava
Lyricist(s): Goldie Behl, Mona Alvar
lyrics
Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2) Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas khwab hai Khwab hai, khwab hai
Kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai Ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama Ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa Gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun - (2) Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)
Aa aa aa aa aa.............. Chhota sa mann hai, mann me sanam hai Chhota sa mann hai......
Hmm hmm hmm hmm hmm.................. Aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha - (2) Dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha Chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai Chhota sa mann hai......
Ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika Ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka Gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun - (2) Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)
Aa aa aa aa aa.............. Chhota sa mann hai, mann me sanam hai Chhota sa mann hai......
Yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee Aaj naa too hai naa teraa sath hai Teraa chhoda huwa har lamha pas hai Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2) Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas