Bhool Ke Din Lyrics Dil Aashna Hai - Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy, Padmini, Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Bhool Ke Din Lyrics Dil Aashna Hai - Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy, Padmini, Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Arey dekh oye main hawa Main ud raha hoon Haye my sweet baby Come on lets beri on Main hoon ishq baj, Nazar baj, hawa baj Yes captain comeing Are comeing
Husan ada, bijali ghata Sab mere humraj Sahar sahar nagar nagar Pao ke niche aadil par Jane jigar aa mere pichhe, Pankh bina hi main tujhe Pari bana doon, chandar nagar Ki chalkar sehar kara du Udate huye, mudate huye, Mast hawa meon falak falak Dhanak dhanak bikhar fizaa main, Main hoon ishq baj Magar tu meri humraje, Ok my bond
Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Kabhi yaha, kabhi waha, Le jaye dil chahe jaha Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle
Aisi hi teri bato se jani, Hota hai ye dil pareshan Pankh hamare tut hi jaye, Itna udo na meri jaa Dharti na badali, ambar na badla, Deewana dil kase badle Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle
Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Maine luta ke dil aur jaa, Paya hai tumko mahrba Oo my princap kya kahu, Beauty quein mai bhi hu Hum na kisi se darege, Khul ke mahobat karege
Meri diwani tum ho to dilbar, Humko ada ye pasand hai Pyale me khali madira nahi hai, Isme tumhara bhi rang hai Jab itne achhe tum ho to janam, Dil mera kase na machle
Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Mana maine jane jana Maine tujhse lagay dil Tujhse saji hai mere Arma ki mahfil
Kitna main chahu Tujhe kah nahi sakta Tujh bin ek pal Reh nahin sakta, Tujhko pane ke liye Marta hai dil mera Aur milu tujhse to Darta hai dil mera Mastana banke agar lahrauga, Giruga main aisa ke Sambhal nahi pauga
Pahle hi main to Paresah hoon mere dilbar Mujhko satana nahi, Itana machalkar Meri majburi ko Samjh meri janeman, Mere pichhe padi Ek pyar ki dushman Meri majburi ko Samjh meri janeman, Mere pichhe padi Ek pyar ki dushman
Tharo meri jaa pyar kiya hai Maine tujhe zindagi mein Mere liye duniya se ladayi Ho jane do aashiki mein Aisa na hoke hum hi hamari Hum dono ko mar dale Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle Kabhi yaha, kabhi waha, Le jaye dil chahe jaha Bhul ke din agle pichhle, Pyar kiya aur chal nikle.