Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics Dil To Pagal Hai - Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti Lyrics Dil To Pagal Hai - Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dil To Pagal Hai
Singers: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Uttam Singh
Music Director: Uttam Singh
Music Label: Saregama
Starring: Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar, Aruna Irani, Farida Jalal, Suresh Menon, Shruti Ultaf
Release on: 31st October, 1997
lyrics
Bholi si surat, aankhon mein masti aye hai, Are bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaaye, aye hai Ek jhalak dikhlaye kabhi, Kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai, Meri nazar se tum dekho to Yaar nazar woh aaye Bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaaye, aye hai aye hai
Ek jhalak dikhlaye kabhi, Kabhi aanchal mein chhup jaaye aye hai, Meri nazar se tum dekho to Yaar nazar woh aaye Bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaaye, aye hai aye hai
Ladki nahin hai, woh jaadu hai, Aur kaha kya jaye Raat ko mere khawaab mein aayi, Woh zulfe bikhrayee Aankh khuli to dil chaha Phir neend mujhe aa jaye Bin dekhe yeh haal hua, Dekhu to kya ho jaaye Bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaaye, aye hai Ek jhalak dikhlaye kabhi Kabhi aanchal mein chhup jaye aye hai Meri nazar se tum dekho to Yaar nazar woh aaye Bholi si surat aankhon mein masti aye hai
Saawan ka pehla baadal, Uska kaajal ban jaaye Mauj uthe saagar mein Jaise aise kadam uthaye Rab ne jaane kis mitti se Uske ang banaye Chum se kaash kahin se mere Saamne wo aajaaye Bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaaye, aye hai Ek jhalak dikhlaye kabhi, Kabhi aanchal mein chupjaye aye hai Meri nazar se tum dekho To yaar nazar woh aaye Bholi si surat aankhon mein masti, Door khadi sharmaye aye hai aye hai.