Bedardi Nadan Lyrics Pocket Maar - Lata Mangeshkar
Bedardi Nadan Lyrics Pocket Maar - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Kisi ke thukraakar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata
Arre anjaan nahin aasaan Bahaaron ke aise samaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata
Shamaa tak aakar parwaane Kahaan jaata hai deewaane Shamaa tak aakar parwaane Kahaan jaata hai deewaane Yoonhi kyun hota hai hairaan Nazaakat mauke ki pahchaan
Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Kisi ke thukraa kar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata
Sadaa ik baat nahin hoti Haseen har raat nahin hoti Sadaa ik baat nahin hoti Haseen har raat nahin hoti Bharosa kya ghataaon ka Sadaa barsaat nahin hoti Sadaa barsaat nahin hoti
Ye rut hai do din ki mehmaan Na hogi kal koyal ki taan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Kisi ke thukraa kar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata.