Bedard Zamana Tera Dushman Lyrics Mehndi - Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Bedard Zamana Tera Dushman Lyrics Mehndi - Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Musibat kaa kiye jaa saamna Kaanto pe chalta jaa Agar mazil pe jana hai To gir gir ke sambhalta jaa
Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai
Maalik hai vahi sab se Bada palane wala Maalik hai vahi sab se Bada palane wala Chunti ko bhi detaa hai Jo khaane ko nivaalaa Bando pe hameshaa hi Karam us ka rahaa hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai
Hazaaro caravan lute gaye Manzil ki raaho me Jo gam kaa saamna karta Gayaa manzil pe vo pahunchaa
Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai
Ye kaisi khudai hai Bolo kaisaa khuda hai Lutati hui duniya jo Meri dekh rahaa hai Mai kaise bhalaa maanun Ke duniya me khuda hai Agar hai to kahaan hai
Izzat bhi bachi jaan Bachi kaise ye bolo Vo kaun si taaqat thi Zaraa dil ko tatolo Hai jis ka karam ham pe Usi se ye gilaa hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai
Kuchh kam nahi apane Liye jine ke sahaare Kuchh kam nahi apane Liye jine ke sahaare Imaan ki daulat hai Abhi paas hamaare Ye aisaa sahaaraa hai Jo har shah se bada hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khhudaa hai
Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Bedard zamana tera Dushman hai to kya hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai Duniya me nahi jis ka Koi us ka khuda hai.