Banki Adaon Wale Lyrics Jazbaat - Anand Kumar C, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare Saf mukar jaye dil lekar Saf mukar jaye dil lekar Saf mukar jaye dil lekar Dekho kaise kam kare Banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare
Ya rab kaise hai ye aashiq Ya rab kaise hai ye aashiq Raz ki baate aam kare Aap to ruswa hai duniya me Aap to ruswa hai duniya me Aap to ruswa hai duniya me Humko bhi badnaam kare Ha banki adaon wale humko Lutke khud aaram kare
Paththar ka dil rakhte hai Ye phul se najuk tan wale Paththar ka paththar ka rakhte hai Rakhte hai dil idl dil dil dil Ye phul se najuk tan wale Ye phul se najuk tan wale Paththar ka dil rakhte hai Ye phul se najuk tan wale Hote hai chalak bade Ye bholi si chitwan wale Ye bholi si chitwan wale Ye bholi si chitwan wale
Taz rakhte hai na talwar koi Phir bhi khali na jaye war koi Inki har ek nigah katil hai Aisi katil zamana bismil hai Kabhi mare muskurahat se Kabhi aanchal ki sar sarahat se Roz ye kattle aam karte hai Aur marne wale khushi se marte hai Aur marne wale khushi se marte hai Khushi se marte hai Khushi se marte hai Aaye koi na ilzam in par Aaye koi na ilzam in par Aise kam tamam kare
Paththar dil kahte ho humko Dil tumne dekha hi nahi Paththar ka paththar ka kahte ho Kahte ho dil dil dil dil Ha dil tumne dekha nahi Tumne dil haye dekha nahi Paththar dil kahte ho humko Dil tumne dekha hi nahi Husn ki fitrat ko shyad Tum logo ne samjha nahi Tum logo ne samjha nahi Tum logo ne samjha nahi
Jisko hum dil se pyar karte hai Jaan us par nisar karte hai Ke wafao ka naam humse hai Pyar zinda hamare dam se hai Humko katil samjh liya tune Tauba tauba ye kya kiya tumne Hum to khud dil se zakham khate hai Aur zakham khakar bhi muskarate hai Zakham khakar bhi muskarate hai Muskarate hai muskarate hai
Phir bhi ye ilzam hai hum par Phir bhi ye ilzam hai hum par Ke hum kattle aam kare Husn hai bewafa zamane me Hai yahi likha har fasane me In fasano ki kya hakikat hai Jhuti baate hai jhuti tohamat hai Husn to beniyaz hota hai Ji nahi dil nawaz hota hai Ishq ki jaani sariy adekho Husn ki bekarariya dekho Husn pe ishq jaan deta hai Ishq ko husn maan deta hai Ishq ko husn se mohabbat hai Mohabbat hai mohabbat hai
Phir uljhane ki kya jarurat hai Aao phir mil ghulkar hum tum Ek duje ka naam kare Na ruswa tum hum ko karo Na ruswa tum hum ko karo Na ruswa tum hum ko karo Na hum tum ko badnaam kare Na hum tum ko badnaam kare Na hum tum ko badnaam kare.