Banayi Hai Itni Badi Jisne Duniya Lyrics Shisham - Lata Mangeshkar
Banayi Hai Itni Badi Jisne Duniya Lyrics Shisham - Lata Mangeshkar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Banayi hai itni badi jisne duniya Use tute dil ka banana na aaya Banana na aaya Juda to kiya us ne Hamako milaakar Juda kar diya to Milana na aaya Milana na aaya
Suna hai ke us ne sitaare banaye Suna hai ke us ne sitaare banae Diye saikado aasman par jalaaye Aasman par jalaaye Bujha jo hamaara Chiraag e tamanna Use ye diyaa to Jalana na aaya Jalana na aaya
Ye aaho ke shole Ye ashqo ki ladiyan Ye aaho ke shole Ye ashqo ki ladiyan Ye roti si aankho mein Sawan ki jhadiyan Sawan ki jhadiyaan Jigar mein lagaa di Hai ye aag kisane Ke daaman bhi hamako Bachana na aaya Bachana na aaya
Banayi hai itni Badi jisne duniya Use tute dil ka Banana na aaya Banana na aaya.