Bambai Ne Paida Kiya Lyrics Jaan Ki Baazi - Kishore Kumar
Bambai Ne Paida Kiya Lyrics Jaan Ki Baazi - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Jaan Ki Baazi
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Venus
Starring: Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel
Release on: 25th October, 1985
lyrics
Hain apun kaun bambaiya Hain apun kaun bambaiya Katai wandi katai wandi Katai wandi katai wandi Katai wandi katai wandi Hain bambai ne paida kiya Bambai ne bada kiya Bambai ne khana diya Bambai ne pina diya Hai bambai ne paida kiya Bambai ne bada kiya Bambai ne khana diya Bambai ne pina diya Phir bhi dil nikla harjai Pyar ka sambhar khila ke mujhe Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya Hay dhonse wali ne dil le liya Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya Hain apun kaun bambaiya Hain apun kaun bambaiya
Kora kora kora Chikna badan tera Dekha tujhe to dil Phisal gaya mera Bali umar teri Solah baras waali Patli kamar teri Phoolo ki hain daali Bambai ki ladkiyo mein Husn kuch kam nahin Hum ko na pasand kare Unme itna dum nahin Phir bhi dil mein to samai Jalwo ka rasam haay haay Jalwo ka rasam pila ke mujhe Ek upme waali ne dil le liya Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya Hain apun kaun bambaiya Hain apun kaun bambaiya
Aankho mein hain gussa Hotho pe hain gaali Tune suna hoga Hasi to wo phasi Upar upar naram Andar andar garam Picha karenge hum Tera janam janam Hum se tuje chhine koi Kisi mein wo dum nahin Hum ne kasam li hain yahan Tu nahin to hum nahin Tujpe jaan humne lootai Chahat ki chatni haay haay Chahat ki chatni chata ke mujhe Ek idli waali ne dil le liya Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya Hain apun kaun bambaiya Hain apun kaun bambaiya
Hay amma hay amma De de mujhe de de Pyar ki nishani Hogi teri hogi badi mehrbaani Bambaiya raja madhrasan rani Tere mere aage duniya bhare paani Bambai madhrash ka Ye hona tha sangam yahin Jaan rahin ya na rahe Hoga pyar kam nahin Tauba ye tauba duhaai Kanjiwaram kanjiwaram Kanjiwaram se riza ke mujhe Haay nakhre waali ne dil le liya Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya
Hain bambai ne paida kiya Bambai ne bada kiya Bambai ne khana diya Bambai ne pina diya Phir bhi dil nikla harjai Pyar ka sambhar khila ke mujhe Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya Pyar ka sambhar khila ke mujhe Dhonse wali ne dil le liya.