Baat Ka Afsana Bana Dete Hai Lyrics Shaadi - Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Baat Ka Afsana Bana Dete Hai Lyrics Shaadi - Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Shaadi
Singers: Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Jisko jalne ki na parvah ho Vo parvana hai Shama ke husn ka sunte hai Ke divana hai Vakya kya hai vakya kya hai Koi isse khabrdar nahi Ek jutha sa afsana hi afsana hai Log to bat ka log to bat ka Afsana bana deta hai Log to bat ka log to bat ka Afsana bana deta hai
Ache acho ko ache acho ko Ache acho ko aji ha ache acho ko Ye divana bana dete hai Divana bana dete hai Log to bat ka afsana bana deta hai Ache acho ko ye deewana bana dete hai
Shama se pucha ye Ek roj o nure mahfil Kya khuda ne tujhe Baksha nahi ulfat bhara dil Jo gale tujhse mile Usko jala deti hai Jo gale tujhse mile Usko jala deti hai Chahne vale ki Hasti hi mita deti hai Chahne vale ki Hasti hi mita deti hai Shama ne aag rakhi Shama ne aag rakhi Sar pe kasam khane ko Bakhuda maine Jalaya nahi parvane ko Log to bat ka Afsana bana deta hai Ache acho ko ye Deewana bana dete hai
Log to bat ka log to bat ka Aji hal og to ha ha ji bat ka Log to bat ka bat ka bat ka Log to bat ka afsana bana deta hai Afsana bana deta hai Log to bat ka afsana bana deta hai Afsana bana deta hai Ache acho ko ye Deewana bana dete hai
Kaha ye shama ne Parvana mujhpe marta hai Adal se meri mohabbat Ka dam ye bharta hai Kisi hashin ki mahfil Ho ya ho virana Kisi hashin ki mahfil Ho ya ho virana Jaha jaha mai jalu Aahi jaias divana Jaha jaha mai jalu Aahi jaias divana Hajar bar ye ha ha Ha hajar bar ye Samaja hi chuki ke Aag hu mai na khel mujhse Mohabbat ke hak me nag hu mai Parvane ka bas ak rag Tera husn aag mera ishk aag Parvane ka bas ak rag Tera husn aag mera ishk aag Parvane ka parvane ka aji ha ha Bas ak rag bas ak rag Tera husn aag mera ishk aag Tera husn aag mera ishk aag Parvane ka bas ak rag Tera husan aag mera ishk aag Tera husan aag mera ishk aag
Pucha parvane se nadan tu kyo jalta hai Mot jis rah me hai uspe tu kyo chalta hai Shama ne kya tujhe samjhaya nahi Bola samjhaya to hai Shola kya tujhko najar aaya nahi Bola ji aaya to hai Jindagi se tujhe nafrat kyo hai Bola nafrat kasi hai Shama se phir tujhe ulfat kyo hai Bola ulfat kaisi Shama se mujhko Mohabbat ho ye namumkin hai Aisi kambhakht ki Chahat ho ye namumkin hai Nur uska mujhe ak Aankh nahi bhata hai Iske jalne se Kaleja mera jal jata hai Meri mahbub ko Ye mujhse juda karti hai Meri dusman hai meri dusman hai Sare sham jala karti hai Mai to aashik hu mai to aashik hu Rat ki syahi ka
Saham pagam meri tabai ka Saham pagam meri tabai ka Mai to aashik hu rat ki siai ka Mai to aashik hu Bat kah di hai sach sach yakin kijia Jo na aai yakin ye sabut lijia Sahma din ko jale Sahma din ko jale to mai aata nahi Iske jalne se mai tilmita nahi Mai to aashik hu mai to aashik hu Mai aashik hu aashik Hu aashik hu aashik hu Aashik hu rat ki siai ka Mai to aashik hu mai to aashik hu Rat ki siai ka Mai to aashik hu Log to bat ka afsana bana deta hai Ache acho ko ye deewana bana dete hai.