Aye Zulf-E-Pareshaan Lyrics Jaanisaar - Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa Aye zulf e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa Din khatam hua aa gayi raat ab toh sawar jaa Ghairon ki bani jaati hai baat ab toh sawar jaa Deewano ki ho jaye na maat ab toh sawar jaa Aye zul e pereshan e hayaat ab toh sawar jaa
Aaine se ab aankh milayi nahi jaati Katt jaye par gardan toh jhukayi nahi jaati Jis dar ne tumhein izzat o touqeer aata ki Jis dar ne tumhein khilat o jaageer aata ki Jis dar ne tumhein ek nayi taqdeer aata ki Jis dar e tumhein azmat o taameer aata ki Aaataa kiiii
Kya tum yeh do rangi jahaan dekh sakoge Us dar pe firangi ka nishaan dekh sakoge.