Aye Momina Suno Lyrics Daku Bijlee - Mohammed Aziz
Aye Momina Suno Lyrics Daku Bijlee - Mohammed Aziz
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Daku Bijlee
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Jalal Malihabadi
Music Composer: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Director: Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Allah ke rasul ka farman aam hain Is naam mein namaaz ka Pehala makam hain
Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Jannat mein le ke jayegi ye Aadat namaaz ki Jannat mein le ke jayegi ye Aadat namaaz ki Jannat mein le ke jayegi ye Aadat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Aye momina suno
Ek vakya sunata hoon namaaz ka Ek mozila bata hoon tumko namaaz ka Dilli mein ek ladki badi honhar thi Sirat mein badi nek ibbat gujar thi
Ghar ghar namaaz ja Ke vo baccho ko sikhati Tasveer kiya karti thi Har waqt khuda ki Kahti thi ki khid mat Ka sabhak deti hain namaaz Saitan ko insan bana Leti hain namaaz Banda vahi hai jisko hain Chahat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki
Ek roj uske chehere ki Jo khil gayi kali Mayake se doli uth gayi Sasural aa gayi Shadi ki raat mein bhi na Bhuli namaaz ko Shoher se kaha waqt e fazer Aap bhi pado Har haal mein namaaz Musalma ka farz hain Jab tak ye zindagi hain Khuda ka ye karz hain Bola ke is namaaz se Kuch fayada nahin Phir gis rahi hain kis liye Tu apni ye jewi Dil mein nahin thi Uske mohabbat namaaz ki Aye momina suno Yeh karamat namaaz ki Aye momina suno
Dil par ek aur chot lagi Jab pata chala Khavind uska roj Khela kata hain jua Boli ye jua haram hain Ye khel hain bura Par vo na mana gahne Sab bechne laga Kuch din ke baad Ek chand sa beta hua paida Bete ko maa ne paya to Ghum hua halka Ghur waqt mein bit gaye Pure teen saal Sohar ka tha na biwi na Bache ka kuch khayal Muskil mein kaam aati hain Takat namaaz ki Aye momina suno Ye karamat namaaz ki Aye momina suno
Ek raat vo tandoor Jalane ko jab uthi Tandur ke jalte hi Ajaa fajal ki hui Karke waju musalle pe Jakar khadi hui Ruhani mato se Wo masrur ho gayi Itne mein uska ladla Rota hua aaya Rota hua aage se Wo uske nikal gaya Jalte hue tandur mein Wo bacha gir gaya Bache ki chikh sun ke Wo sohar bhi aa gaya Manjar ye dekhte hi Tadap kar vo rah gaya Bache ko jalte dekh ke Chilla ke vo peda Tandur se jis Waqt bache ko nikala Hath uske dono jal gaye Chehera jhulas gaya Sajade mein maa padi thi Aur bacha gaya tha mar Mashul thi namaaz mein Usko na thi khabar Usne salam pher ke Jab ki udhar nazar Bache ki lash dekhke Dil aaya uska bhar
Sohar ne dekha biwi Ko gusse se ye kaha Tu hi bata namaz ka Ye kya mila sila Bache ki jaan le li hain Teri namaz ne Tujhko saja de di hain Teri namaz ne Wo dono hath bandhe Musalle pe thi khadi Sohar ke tane sunte hi Bijli si gir padi Darbar ilahi mein Jo usne uthaye hath Boli ki ami to khoyi thi Tere karam ke sath Ye kya kiya tune to Meri god hi ujad di Parwar dagar tune to Achhi ye saja di Ankho se uske sabar ke Aansoo nikal pade Aasu nikal pade to Musalle pe gir gaye
Ya rab mer inamaz ki tu laz bachale Sajde mein mohamad ke Tu ab jalwa dikhade Itne mein asmmaa mein Andhera sa chha gaya Bijli kadak uthi aur buhal aa gaya Phir jhoom ke rahmat ka Wo badal baras pada Sohar bhi achha ho gaya Bacha bhi ji utha Ammi pukarta hua is im pe chal pada Aur jakar maa ki god mein Bacha machal pada Ma ne gale laga liya aur pyar kar liya Allah ke huzur mein saujda ada kiya Biwi ko dekhte hi sohar bhi ro pada Biwi se aur bache se jakar lipat gaya
Bola mujhe khuda ke liye maf kijiye Jo chahe is khat ki saja aap dijiye Apne kiye pe aaj woh sarminda ho gaya Saitan se wo allah ka wo banda ho gaya Tauba meri kubul kare paak benihaj Main bhi padunga Aaj se har waqt ki namaj Do jaft ki ankh bhal usko kya jalayegi Mathe pe kiske likhi ho barkat namaj ki Eye mohmillo suno ye karmat namaj ki Jannat mein le ke jayaegi adat namaj ki Jannat mein le ke jayaegi adat namaj ki Eye mohmillo suno ye karmat namaj ki Eye mohmillo suno
Sajde mein jo bhi Aa gaya allah ko pyara Jannat mein jayega wo Mohamad ka dulara Shan hai sahadat namaj ki Eye momina suno.