Aye Manya Lyrics Shootout At Wadala - Adnan Sami
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aye manya aye manya Manya sun na re Aye manya manya sun
Bhai bole bole Bole toh peene ka Bhai bole bole Bole toh sala jeene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun
Sooni sooni kali raaton ko Rangeen banaate chalein Har zakhm ko hum to Dhuyein mein udaate chalein Tedhi medhi saari rahon Ko apna banaate chalein Banate chalein Har gham ko gale se Hum to laga ke chalein Doobey hi rahen Fikar nasha peene ka Arre bhai bole bole Bole toh sala peene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun
Aye manya kya bolega Aye manya kya bolega
Jaane kaun se mod pe Chhoote shehar apne Lagi neend mein Thokar toot gaye sapne Sookhe patton ki tarah Hawaaon mein udne lage Jahan modh diya Kismat ne mudhne lage Nashe mein ghul raha hai Dard yeh seene ka Hey bhai bole bole Bole toh sala peene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun
Hey bhai bole bole Bole toh peene ka Hey ra pa pa pa Bhai bole bole bole Toh sala jeene ka Sala jeene ka sala jeene ka.