Are Jab Aankh Se Aankh Mile To Lyrics Rahu Ketu - Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Are Jab Aankh Se Aankh Mile To Lyrics Rahu Ketu - Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Rahu Ketu
Singers: Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Shashi Kapoor, Rekha, Prem Nath, Bindu, Aruna Irani, Pran, Kamini Kaushal, Asit Sen, Jayshree T., Keshto Mukherjee, Alka, Reeta R. Nath, Kanhaiyalal Chaturvedi, Leena Das, C.S. Dubey, Raj Mehra
Release on: null
lyrics
Are jab aankh se aankh mile to Mulakat hoti hai Aur jab sawan se badal mile to Barsat hoti hai Subha se sham mile to Phir raat hoti hai Aur jab rahu se ketu mile to Are koi baat hoti hai
Jaise dil se diwano ka Jaise dil se diwano ka Shama se parwano ka Mast se mastano ka Aise tera mera nata hai zara pehchaan Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran
Jaise bijli se badal ka O jaise bijli se badal ka Aankho se kajal ka Ghungru se payal ka Aiserahu ketu ka nata hai pahchan Tum ho mere prem aur mai tera pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran
Are tu jo mere sath hai Tu jo mere sath hai to duniya apne hath hai Kar nahi sakte jise hum kon si wo baat hai Hum jo chahe to chand ki chhati pe Andhere bichha sakte hai Hum jo chahe to shabnam ki aankho se Shole ki rah chalte hai Pathar ke sine se rait ke kaleje pe Kashti chala sakte hai
Duniya ne humko Duniya ne humko pahchana nahi hai Samjha nahi uar jana nahi hai Chahe kahe sadhu aur chahe kahe beman Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Tum ho mere prem aur mai tera pran Ho tere kurban
Are bure hai ya nek hai Andar se dono ek hai Andar se dono ek hai Duniya jisko jan saki na Aise kam anek hai Are aise kam anek hai Wafadaro ke liye hum to wafa hai Ha ha wafa hai Sazawaro ke liye hum to saza hai Ha ha saza hai Are dushman ke liye hum to Kaza hai kaza hai kaza hai Khudi pe aa jaye to hum bhi Khuda hai khuda hai khuda hai
Hamare sang hai hajar Ke hum hai do dhari talwar Hamari apni hai sarkar Hamara apna karobar Kisi ka karte beda par Kisi ka kar de banta dar Rahu ketu hai do yaar Ke jinki lila aprampar Jinki lila aprampar
Are duniya se hum to Duniya se hum to nirale hai dono Nirale matwale dilwale hai dono Hamare ishare pe chalta jaha Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Tum ho mere prem aur mai tera pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran.