Akela Hoon Main Lyrics Neela Aasmaan - Kishore Kumar
Akela Hoon Main Lyrics Neela Aasmaan - Kishore Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Akela hoon main is jahaan mein Akeli meri daastaan Na manzil koi na saathi koi Jaane kya ye neela aasmaan Kya khabar kya pataa Jaa raha hoon main kahaan
Meri raat ka ek saathi Yahi chaand ka kaarwaan Chaloon to chalein Rukoon to rukein Jaane kya ye neela aasmaan Kya khabar kya pataa Jaa raha hoon main kahaan
Mera hamsafar mera saaya Mera meherbaan raazdaan Na iska koi na mera koi Jaane kya ye neela aasmaan Kya khabar kya pataa Jaa raha hoon main kahaan
Ye dariya ye maujein ye saahil Ye chhalki hui mastiyaan Hain aati nazar kuchh kami si magar Jaane kya ye neela aasmaan Kya khabar kya pataa Jaa raha hoon main kahaan
Akela hoon main is jahaan mein Akeli meri daastaan Na manzil koi na saathi koi Jaane kya ye neela aasmaan Kya khabar kya pataa Jaa raha hoon main kahaan Jaa raha hoon main kahaan.