Aitbaar Nahin Karna Lyrics Qayamat: City Under Threat - Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Aitbaar Nahin Karna Lyrics Qayamat: City Under Threat - Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Main uske liye mar chuki hoon Woh bhi aap ke yaadon Mein pal pal mar rahan hai To kehdo use ke un yaadon Ki cheeta bana ke jalade Us cheeta se uthta dhua bhi Aap ke pyaar ka hi hoga Aitbaar nahin karna Intezaar nahin karna Aitbaar nahin karna Intezaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Ikraar nahin karna Jaan-nisaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna
Manzile bichad gayi Raaste bhi kho gaye Aaye phir na lautke Jo deewaane ho gaye Chaahaton ki bebasi Doorio ke gum mile Bekaraariya mili Chain yaar kam mile Bekaraar nahi karna Intezaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna
Koi to wafa kare Koi to jafa kare Kisko hai pata yaha Kaun kya khata kare Aisa na ho ishq mein Koi dil ko tod de Beech raah mein sanam Tera saath chod de Izhaar nahin karna Intezaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Aitbaar nahin karna Intezaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna Had se bhi zyaada tum Kisi se pyaar nahin karna.