Ae Mere Humsafar Lyrics Qayamat Se Qayamat Tak - Alka Yagnik, Udit Narayan
Ae Mere Humsafar Lyrics Qayamat Se Qayamat Tak - Alka Yagnik, Udit Narayan
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil yaar ki
Ab hai judaai ka mausam Do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega ndhera Kyoon naa thamega toofan Ab hai judaai ka mausam Do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera Kyoon naa thamega toofan Kaise naa milegi manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de Rahi hain manzil pyaar ki
Pyaar ne jahan pe rakha hai Jhoomke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta Vahin se giri hai deewaar Pyaar ne jahan pe rakha hai Jhoom ke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta Vahin se giri hai deewaar Roke kab ruki hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar ek zara intezaar Sun sadaayein de Rahi hai manzil pyaar ki.