Adaonse Hamari Na Bachpaoge Lyrics Dulha Bikta Hai - Anwar Hussain, Dilip Sharma, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Adaonse Hamari Na Bachpaoge Lyrics Dulha Bikta Hai - Anwar Hussain, Dilip Sharma, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Bhawar me chod ke baitho na tum kinaro pe Ke hum jo dube sanam tumko leke dubenge Jawani hamne gujari hai tej dharo pe Ke humko tarna aata hai kaise dubenge
Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Oye allah allah allah allah haye allah Allah allah allah allah haye allah Wallah wallah wallah wallah ha wallah Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Meri samne baitho ye soch kar Ke wapas na ja paoge apne ghar Meri samne baitho ye soch kar Ke wapas na ja paoge apne ghar Hotho pe mera ek teer e najar Yahi soch ke hum bhi aaye idhar Ke dekho hasino ka teer e najar Yahi soch ke hum bhi aaye idhar Ke dekho hasino ka teer e najar Jafao ka jadu ada sokhiya Dikhao hame bhi to koi hunar Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Adao se hamari na bach paoge Kaha tak dilo ja bachaoge Oye allah allah allah allah haye allah Allah allah allah allah haye allah Wallah wallah ha wallah wallah wallah Allah allah haye allah allah allah
Javani pe dilwale magarur hai Khudihi ke nashe me ye chur hai Javani pe dilwale magarur hai Khudihi ke nashe me ye chur hai Yahi log duniya mein mashhur hai Hashi apani fitrat se majbur hai Ye mithi suri khatte angur hai Hashi apani fitrat se majbur hai Ye mithi suri khatte angur hai Khuda ne jara kya hushna de diya Samajane lage ke pari hur hai Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Wallah wallah wallah wallah ha wallah Wallah wallah wallah wallah ha wallah
Humko tufa uthana aata hai Dil pe bijli girana aata hai Sirf kahne ko hum to sabnam hai Warna hum nahi sholo se kam hai Mere jalwo se jal nahi jana Mom bankar pighal nahi jana Kyu mukabil hamare aate ho Jane jan kyu gawate ho bolo Ham bhi tufano ke ye pale hai Apne andaz bhi nirale hai Kyu dihkate ho in adao ko Bandh sakte nahi hawao ko Pahle dil ko jo azmaoge Ungli danto me tum dabaoge Dil e nadan inhe hua kya hai Aakhir is dard ki dawa kya hai Jawano yu na itrao jawani pe taras khao Hasino hosh me aao hame tewar na dikhlao Ye julfe nag hai kale padenge jan ke lale Chalao barchi ya bhale Nahi darte hai dilawale Jab se mard hai tauba kaha ki gard hai tauba Hasi dil sard hai tauba bade bedard hai tauba Jawano ko jo ungli do to ye pocha pakadte hai Hasino ko jo sahara do to jalim sar pe chadte hai Na achi doshti inki na achi dusmani inki Na achi hai sokhi ada na achi kamsini inki Inhe apna banake hum kabhi na chain se soye Inhe dil me basake hum bhari batsat me roye Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Adaonse hamari na bachpaoge Kaha tak dilo ja bachaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Jawano se meri ja jo takraoge To kadmo pe sar ko jhukaoge Oye allah allah allah allah haye allah Wallah wallah ha wallah wallah wallah.