Abhi Abhi Taza Taza Lyrics Qurbani Rang Layegi - Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Abhi abhi taza taza Mili hain khabar Abhi abhi taza taza Mili hain khabar Are suniye huzoor Zara tham ke jigar Ha suniye huzoor Zara tham ke jigar Koi meharba aaya hain yaha Kehta hain tune Kuch luta meri jaan Maine to kuch kiya bhi nahi Dil ka hai ye mamala Dil pe kiska bas chala Dil ka hai ye mamala Dil pe kiska bas chala
Aayi hain jawani to Ye hoga bhi zaroor Aayi hain jawani to Ye hoga bhi zaroor Kisi na kisi pe Dil aayaga jarur Kisi na kisi pe Dil aayaga jarur Pyar se jiyo jeena hain yahin Jisne kahi bhai khub ye kahi Maine to kuch kaha bhi nahi Dil ka hai ye mamla Dil pe kisi ka bas chala Dil ka hai ye mamla Dil pe kisi ka bas chala
Abhi abhi taza taza Mili hain khabar Abhi abhi taza taza Mili hain khabar Aayi hain yaha pe Ek jaane jigar Aayi hain yaha pe Ek jaane jigar Dilbar hai naam uska Dil ko churana hai kam uska Maine to kuch kaha bhi nahi Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala
Dil ko bachao na tham lo jigar Dil ko bachao na tham lo jigar Mil jaaye kab kahi kisi se nazar Mil jaaye kab kahi kisi se nazar Abhi abhi suru hua pyar ka safar Chalte chalenge le jaoge jidhar Pyar ki hawa layegi wo rang Dilwalo matwalo gao mere sang Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala Dil ka hain ye mamla Dil pe kis ka bas chala.