Aazadi Aayi Bhi To Kya Lyrics The Gold Medal - Mohammed Rafi
Aazadi Aayi Bhi To Kya Lyrics The Gold Medal - Mohammed Rafi
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: The Gold Medal
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Polydor
Starring: Jeetendra, Rakhee, Shatrughan Sinha, Bindu, David, Malti, Dharmendra
Release on: null
lyrics
Aazadi aayi bhi to kya Kayam hai gulami ki rashme Janta ka jeevan aaj bhi hai Sharmaya daro ke bas mein Sharmaya daro ke bas mein
Aazadi aayi bhi to kya Kayam hai gulami ki rashme Janta ka jeevan aaj bhi hai Sharmaya daro ke bas mein Sharmaya daro ke bas mein
Jo garib the aur garib hue Jo amir the aur amir bane Kala dhan band tijauri Phir desh ki kya takdir bane Shaho ki nahi neta ki nahi Daulat ki hukumat aaj bhi hai Insano ko jeene ke liye Paiso ki zaroorat aaj bhi hai Wo log jo kapde bunte hai Wohi log yaha adhnange hai Ye kaisi sone ki chidiya Pag pag pe jaha bhikhmange hai Pag pag pe jaha bhikhmange hai Aazadi aayi bhi to kya Kayam hai gulami ki rashme Janta ka jeevan aaj bhi hai Sharmaya daro ke bas men Sharmaya daro ke bas mein
Kheti pesa ye desh magar Aata hai anaj videsho se Har gaw shahar mein aaj pahucha Bekari ke andesho se Godam me kaid kiye baitha Koi kheto ki jawani ko Jaha dudh ki nadiya bahti thi Waha log taraaste pani ko Apna vyopar badhane ko Mandir maszid ko ladwate hai Insan nahi saiatan hai ye Anjano ko bahkate hai Anjano ko bahkate hai
Apne man subo ke liye Ladte hai ladai subo ki Talwar banakar bhasha ko Bharat ko kata karte hai Nirdhan na bagawat kar baithe Isiliye to hi ye dhanwale Kismat ki duhai dete hai Takdir ki charcha karte hai Takdir ki charcha karte hai Khate hai desh ki roti aur Gate hai geet videsho ke Inhe lal kahe ya dalal kaye Ye ma ko becha karte hai Ye ma ko becha karte hai Aazadi aayi bhi to kya Kayam hai gulami ki rashme Janta ka jeevan aaj bhi hai Sharmaya daro ke bas mein Sharmaya daro ke bas mein.