Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics Saajan Ki Saheli - Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna
Aaye Hai Wo Mazaar Pe Lyrics Saajan Ki Saheli - Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Marne ke bad hamari yad me Aasu bahate hai Nawazish hai ye unki aaj wo Do gul chadate hai Majare ishk to kato ke bhi Kabil nahi hota Allah wo sar khole hamari Kabar pe diwana war aaye Are isi ko maut Kahte hai to ya rabb Bar bar aaye
Ke aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Mujhse nasib ache hai Are mujhse nasib ache hai Mere mazar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai aaye hai Are aaye hai aaye hai Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke
Ab to wo bhi ishk ke Mare najar aane lage Are unki bhi najar ud gayi Tare najar aane lagi Are dil pareshan Are aankh bira Ha ha julf marham lab khamosh Ab to wo kuch or bhi Pyare najar aane lage Aake hamari kabar pe tune Jo muskura diya Bijli chamak ke gir padi Sara kafan jala diya Chain se so raha tha mai Chain se so raha tha mai Odhe kagan mazar me Or yaha bhi satane aa gaye Kisne pata bata diya Yaha bhi satane aa gaye Kisne pata bata diya Are aaye hai aaye hai Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke
Mujhse nasib ache hai Are mujhse nasib ache hai Mere mazar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke Aaye hai wo majar pe Ghunghat utar ke
Bijli giri kabhi sayyad aa gaya Hamne to char din Bhi na dekhe bahar ke Hamne to char din Bhi na dekhe bahar ke Sayyad tere hukme rihai ka sukariya Hum to kapas me Kat chuke din bahar ke Hum to kapas me Kat chuke din bahar ke Hum to kapas me Kat chuke din bahar ke Are wada wo kar gaye the Suno mujhse sham ka Are wada wo kar gaye the Suno mujhse sham ka To kaise katenge char pahar Intzar ke To kaise katenge char pahar Intzar ke To kaise katenge char pahar Intzar ke Kiya tha wada ke aayenge Wo charag jale Tamam rat charago Se dil ke dag jale Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Ja dekha tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada
Ke haye ke haye Kaise kate umariya Aas hi aas me biti jaye Hamre nayan darsh bin tarse Tum bin balam kachu na suhaye Tori preet ke karan mujhse Ruthe apne paraye Sab ruthe ek tum ruthiyo Tum ruthio to gazab ho jaye re Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ha dekha tera wada Ja dekha tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada Ja dekha tera wada Haye re tera wada.