Aamli Ki Taamli Lyrics Prem Bandhan Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Starring: Rajesh Khanna, Rekha, Moushmi Chatterjee, Vikram Gokhale, Prema Narayan, Helen, Bhagwan, Keshto Mukherjee, A K Hangal, Lalita Pawar
Release on: 19th January, 1979
lyrics
Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai Aamli ki tamli tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai to Shor mach jata hai Ib kya hoga Ib kya hoga Ram hosh na aaya Aa gayi sham Log bhag jate hai Vaid ko bulate hai
Vaid raz aate hai Aur farmate hai Tauba iske naam Se mera nahi ye kam Aag ka na pani Ka rog ye jawani ka Jise lag jata hai Use lag jata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai
Ib kya hoga haye ram Ho gayi sabki nind haram Vaid chala jata hai Jogi aata hai Hari om shankar Kanta lage na kankar Shyamliko dekh ke Wo farmata hai Jhut ki kahani hai Jhut ka fasana hai Kaisa ye zamana Hai bichhu ka bahana hai Meri aankho ko to Kuch aur nazar aata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai
Ib kya hoga haye ram Kis zulmi ka hai ye kam Jogi chala jata hai Jadugar aata hai
Jadu vadu dal ke Wo bhi har jata hai Sangi sathi Sareji chinta ke mare ji Ram ke sahare Ji dard ke mare ji Shyamli ke muh se Koi naam nikal jata hai Naam nikal jata hai
Ib kya hoga haye ram Ab to ho gaye wo badnaam Log jan jate hai Pahchan jate hai Ek pardeshi ko Dhund kar late hai
Sajan aur sajni Dono pakde jate hai Prem ki zanzir me Dono jhakde jate hai Unko umar kaid ka Hukam ho jata hai Unko umar kaid ka Hukam ho jata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jaye Uska byah ho jata hai.