Aaj Teri Baaho Mein Lyrics Nyay Anyay - Anuradha Paudwal, Mangal Singh
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aaj teri baho mein aakar Aaj teri baho mein aakar Hosh kise kahi jane ka Aaj teri baho mein aakar Hosh kise kahi jane ka Yar yahi to mauka hai Yar yahi to mauka hai Jee lene ka mar jane ka Aaj teri baho mein aakar Hosh kise kahi jane ka Yaar yahi to mauka hai Yaar yahi to mauka hai Jee lene ka mar jane ka Aaj teri baho mein aakar
Aaj tujhe paa kar Kyu kahi jaye dil Sar se kadam tak tu Manzil hi manzil Aaj tujhe paa kar Kyu kahi jaye dil Sar se kadam tak tu Manzil hi manzil Sham meri teri zulfo mein Subah meri teri palko mein Sham savere dono mere Kyu na nashe ma chal du mai Jo aashik hai wohi jane Jo aashik hai wohi jane Mauj maja deewane ka Yaar yahi to mauka hai Yaar yahi to mauka hai Jee lene ka mar jane ka Aaj teri baho mein aakar
Kyu ek dil hokar Do kahlaye hum Kyu na mile aise Ek ho jaye hum Kyu ek dil hokar Do kahlaye hum Kyu na mile aise Ek ho jaye hum Amrit mera tu peele Jahar tera sab main pee lu Tujh par sab kuch war ke main bhi Kyu na amar ho kar jee lu Preet kare so matlab jane Preet kare so matlab jane Tan mein aag lagane ka Yaar yahi to mauka hai Yaar yahi to mauka hai Jee lene ka mar jane ka Aaj teri baho mein aakar Hosh kise kahi jane ka Yaar yahi to mauka hai Yaar yahi to mauka hai Jee lene ka mar jane ka Aaj teri baho mein aakar.