Aaj Pandrah August Hai Lyrics Clerk - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Aaj Pandrah August Hai Lyrics Clerk - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Jhoom jhoom kar gaao re Jhoom jhoom kar gaao re Jhoom jhoom kar gaao re Masti mein sab aao re Masti mein sab aao re
Mast hai dharti Aakash bhi mast hain Aur kisi ki baat kya karni Masti bhi kudh masti hain Ha masti bhi kudh mast hain
Ho o aaj mili thi maa ko aajadi Aaj mili thi maa ko aajadi Jhoom ke gaao dilwalo Aaj pandraha,aaj pandraha Aaj pandraha,aaj pandraha Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain
Jhoom jhoom kar gaao re gaao re Jhoom jhoom kar gaao re gaao re
Tha aaj ka suraj chanda jaisa Aur aaj ka chanda suraj jaisa Tha aaj ka suraj chanda jaisa Aur aaj ka chanda suraj jaisa Hain aaj ki har baat anokhi Hain aaj ki har baat anokhi Sab raato se ye baat anokhi Isliye to kahte hain
Jhoom ke gaao dilwalo matwalo Aaj pandraha,aaj pandraha Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain Jhoom jhoom kar gaao re Jhoom jhoom kar gaao re
Kesri safed aur hara hain In rango se hain desh bara Kesri safed aur hara hain In rango se hain desh bara Ye rang hain o ye rang hain Itne anokhe Kabhi na de ye kisi ko dhokhe Isliye to kahte hai jhoom ko gaao Jhoom ke gaao dilwalo matwalo Aaj pandraha,aaj pandraha Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain Jhoom jhoom kar gaao re Jhoom jhoom kar gaao re
Aazadi ke liye humne kya khoya Gandhi,nehru,subash bhi roya Baghat, rajguru aue sukh dev Humne kaise khelo ko khoya Khelo ko khoya Lala lajpat rai aur tilak ne Mahrana partaap aur shivaji ne Apne khoon mein khud ko duboya Unke liye saara dekh roya Unke liye saara dekh roya
Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya Jin ne tha gulami ka bojh tha dhoya Unke liye bisham sing asfak bhi roya Asfak bhi roya,asfak bhi roya Maati uthakar tilak lagao Teen rango ki shama jalao Maati uthakar tilak lagao Teen rango ki shama jalao
Teen rango se hain ye tiranga Teen rango se hain ye tiranga Har bharat wasi iss ka patana Har bharat wasi iss ka patana
Isliye to kahte hain Jhoom ke gaao dilwalo matwalo Aaj pandraha,aaj pandraha Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain Pandraha august hain.