Aaj Ka Samaa Lyrics Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe - Saurabh P. Srivastav
Aaj Ka Samaa Lyrics Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe - Saurabh P. Srivastav
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aaj ka samaa milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Aaj ka samaa milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Jaha jaha nazar gayi Waha waha yaar hai Isi kashis ka naam lo Jaha mein pyar hai Aaj ka samaa milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya
Aaj tak nazar ne meri Aisa nazara dekha nahi Puchhta hai dil ye mera Khwab to nahi ye kahi Bichhde hue apne jo karib laya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Aaj ka samaa milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya
Kyu na ise kahe na chaman Phul har taraf hai khile Hai dua kayamat talak Khatam ho na ye silsile Shukriya ae dil mujhko Yaha pe jo laya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Aaj ka samaa milan ke Rang me nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Jaha jaha nazar gayi Waha waha yaar hai Isi kashis ka naam lo Jaha mein pyar hai
Aaj ka sama milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya Aaj ka samaa milan ke Rang mein nahaya Dil se dil mile khushiyo Ka mausam hai aaya.