Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Lyrics Kaala Aadmi - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Lyrics Kaala Aadmi - Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman
Hum kitne nadan the Na tujhsa jana na tu jana Patthar ke dhokhe me rahi Hire ko na pehchana Hum kitne nadan the Na tujhsa jana na tu jana Patthar ke dhokhe me rahi Hire ko na pehchana Ye to dil ko dil ke har arman se Ye to dil ko dil ke har arman se Pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai
Aandhi me vishvas ka dipak Humne jalte dekh liya Aandhi me vishvas ka dipak Humne jalte dekh liya Pyar ki shabnam se humne Patthar ko pighalte dekh liya Hume ye kala aadmi oo ho Hume ye kala aadmi Insan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai
Kal tak humko khabar nahi thi Kya hai dharam aur kya imaan Kal tak mere man ke andar Jag raha thi ek saitan Aj koi ye humse puchhe Ishwar ki hai kya pehchan Leke tera naam kahe hum Shayad aisa ho bhagwan Kabhi kabhi insan to Khud bhagwan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai.