Aa Jaa Bichhade Lyrics Nai Kahani - G. M. Durrani
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa Bichhade hue saajan Bichhade hue saajan Jis des gayaa hai Jis des gayaa hai Us des kaa rastaa Sapane mein dikhaa jaa Aa jaa, aa jaa, Aa jaa aa aa jaa
Birahaa ne kalejaa Yun kar diyaa chhalani Birahaa ne kalejaa Yun kar diyaa chhalani Jaise koi bansi Jaise koi bansi Jagal mein padi Ho aaho se bhari ho Hotho se lagaa ke Hotho se lagaa ke Aaho mein samaa ke Tu geet banaa jaa Aa jaa, aa jaa, Aa jaa aa aa jaa
Ho nain mein aise Ho nain mein aise jyun seep mein moti Aur praan mein aise jyun deep mein jyoti Sotaa huaa dipak pal bhar ko jagaa jaa Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa.