Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Lyrics Dost - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shatrughan Sinha
Aa Bata Denge Tujhe Kaise Jiya Jata Hai Lyrics Dost - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shatrughan Sinha
Lyrics in Bengali, Hindi & English, Best Hindi, Bengali songs lyrics of all timeHindi song lyrics, Bengali song lyrics of the all time all in English, Hindi and Bengali, Hindi song lyrics in English, best Hindi songs lyrics of all time, romantic songs lyrics Hindi 2021
Image
Info
Movie/album: Dost
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shatrughan Sinha
Starring: Dharmendra, Hema Malini, Shatrughan Sinha
Release on: 12th April, 1974
lyrics
Kaise jite hain bhala, hamse sikho yeh ada Kaise jite hain bhala, hamse sikho yeh ada Aise kyun jinda hain log, jaise sharminda hain log Dil peh sehkar sitam ke tir bhee Pehankar pavun me janjir bhee, raks kiya jatha hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Dil peh sehkar sitam ke tir bhee Pehankar pavun me janjir bhee, raks kiya jatha hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
Dar sey khamosh hai jo, kaisa befir hain woh Ha woh insan nahee, ek tasvir hain woh Toh bafthae khuda, jisse darta hai apan Aur iss garibee me, badee mauj karta hai apan
Pareshan lakh sahee, gul nahee khakh sahee Jindagee hai lajawab, yeh woh beva hai janab Khubsurat hai jo dulhan sey bhee Dost tho dost hai dushman sey bhee, pyar kiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
Chij iss ghum sey badee, iss jamane me nahee Jo maja rone me hai, muskurane me nahee Isliye toh bhai, rukhee sukhee jo mile pet bharne ke liye Aur kafee do gaj hai jamin, jine marne ke liye Kaise nadan hai woh, ghum sey anjan hai jo Ranj naa hota agar, kya kushee kee thee kadar Dard khud hai maseeha dosto, dard sey bhee dava kaa dosto Kam liya ja tha hai.. Sabaas dost.. Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai
Aa aa aaa…
Chain mehalo kee nahee, rang raliyo me mujhe Dedo thodee see jagah apnee galiyo me mujhe Jhum kar nachne do, aaj mastee me jara Le chalo sath mujeh apnee bastee me jara Bana ho sone kaa bhee, pinjara hai pinjara jee Paisa kis kam kaa hai, dhoka bas nam kaa hai Rok le jo labo peh git ko, apne hatho sey aisee rit ko Thod diya jata hai Maine bhee sikh liya kaise jiya jatha hai
Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai Aa bata de ye tujhe kaise jiya jata hai.